Haraa Hai Abhi Zakhm-E-Taalluq Dil Ka
Gire Jo Sailaab-E-Lahoo-E-Ashq Daman Pe Mera
Dekhi Ek Woh Zalak Unki Andaaz-E-Tabassum Liye
Uske Altaaf Ka Mafhoom Hum Pyar Ka Andaz Jo Samaje
Tamanna-E-Dil Woh Milae Muje Safar Mein Kahin
Chahe Milae Muje ‘Sheikh’ Woh Bewafa Bankar Hi Sahi… Aadaab

--------------------------
Hai Abhi Baki Uski
Ulfat-E-Nigha Ki Talab Mujhe
Jhoomti Rahi Dilruba Meri
Ajnabi Baahon Ke Halqe Mein Lachakti.
-------------------------
Sulagte Aansu Mein Doobi
Iss Aankon Mein Taab-E-Nazar Hai Abhi
Kaise Doon Use Ye Ilzam-E Bewafai
Ke Khayee Thi Kasam Usne Rooh Ki Meri.
-------------------------
Shoq-E-Aziyaat Taqdeer Meri
Sulagti Dhuein Mein Udi
Guzara Mein ‘Sheikh’ Ab Alvida
Sarhad-E-Marg-E-Musalsal Sahi…
--------------------------
Tu Sirf Tu Hai Tujh Jaisa Koi Nahin
Jo Samajh Sake Tujhe Aisa Koi Nahin
Yun To Shehar Me Bheed He Bahut
Do Kadam Saath Chale Aisa Koi Nahin
Waqt Ka Taqaza He Ya Shehare Tehzeeb
Doston Ke Beech Bhi Yha Saafgoi Nahin
Har Haal Me Jo Lehlahati Rahe
Aisi Fasal To Hamne Baarha Boi Nahin
Kise Sunaye Aaj Wo Gayan Geeta Ka
Aadmion Ke Jangle Me Arjun Sa Koi Nahin…
---------------------------
Murge Ki Baang Sub-Ha Jagaya Karti Thi
Daadi Muh-Andhere Dahi Biloya Karti Thi
Bahut Tarraqui Kar Li Hamne Ab
Garaaj Ban Gaya Wahan Jahan Gaayein Raha Karti Thi…
---------------------------
Wafa Ki Baat Ab Kahani Hoti Hai
Dekh Ke Mulq Ke Halaat Pareshani Hoti Hai
Kaum Ko Deemak Ki Tarha Jo Chaat Gaye
Wo Hain Khush Haal Hairani Hoti Hai…
---------------------------
Haalat E Ghamo Ka Afsana Kaha Hai
Mere Dil Ke Dard Ki Davaa Kaha Hai
Bahut Zakhm Khaaye Hai Maine Zindagi Se
Ab Kya Jeeye Masroor Mere Maut Ka Samaan Kaha Hai
Roz Woh Hi Mulaqaate Bhi Achhi Nahin Lagti
Koi Nayi Tasveer Ka Aaina Kaha Hai
Sooraj Roz Dhalta Hai Apne Waqt Par
Mere Chand Ka Ghar Kaha Hai
Nikal Padta Hoon Bheed Mein Sabhi Ke Saath
Aakhir Main Mera Raasta Kaha Hai..
---------------------------
Mera Dil Hai Jab Tak, Teri Justaju Hai
Meri Zubaan Jab Tak, Teri Guftagu Hai
Khuda Jaane Kya Hoga Anjaam Mera
Jahan Dekhta Hoon Tu Hi Tu Rubaru Hai…

Husn Ka Deedar Karke Kehte Hai Tauba Tauba
Do Ghoont Sharaab Peeh Kar Kehte Hai Tauba Tauba
Kehte Hai Kal Se Koi Khataa Nahin Karenge, ‘Masroor’
Khataa Karke Kehte Hai Tauba Tauba…
--------------------------
Waqt Ke Saath Daayra Badh Jata Hai
Pyar Maa, Patni Aur Bachche Me Bat Jata Hai
Fazul Si Shikayet Rehti He Aksar Ki
Beta Shadi Ke Baad Badal Jata Hai
Kabhi Mom Kabhi Faulaad Hai Aadmi
Kahin Abaad Kahin Barbaad Hai Aadmi
Paise Ki Dugdugi Pe Naach Raha Hai
Akhir Bandar Ki Aulaad Hai Aadmi
Parde Ki Baat Ab Sare-Aam Hoti Hai
Bandishe Waqt Nahin Subho Shaam Hoti Hain
Mohabbat Jo Janmo Tak Rehti Thi Zinda
Ab Bus Ek Raat Me Tamaam Hoti Hai..
-------------------------
Mohabbat Mein Ruswa Hue Daar-O-Rashan Tak Aa Gaye
Intezar Tha Aaogi Dekhne Khoon-E-Tamanna-E-Dil Mera
Umeed Thi Use Dekh Ke Mil Jayegi Manzil-E-Taskiin
Manzar Pe Tabassum Bikhra Ke Jashan-E-Masarat Manake Gayee…
------------------------
Uski Bezaar-E-Bad Dua Mein Hayaat Meri
Gujarne Lagi Maikhane Mein Kahi
Hume Malaamat Mili Saki Ke
Shamil Hue Tere Shab E Maikhane Mein
Tere Dard-E-Gham Mein Dil E Zauq-E-Talab
Ab Na Koi Tanhai Rahi Na Kisika Khuloos-E-Qalb
Jam-E-Sharab Hardum Chalkta Gayaa
Tarz-E-Tapaak Main Sharabi Pita Gayaa
Woh Samjhe Ke Barbaad Hue Hum
Kaise Kahu O Bewafa Maikhane Se Roshan Hue Hain Hum..
-----------------------
Quaid Thei Unke Dil Mein
Dhadkane Bann Kar Seene Mein Rahe
Hue Woh Kuch Iss Tarah Se Bewafa
Dil Soz-E-Nihaan Mein Jal Gayaa
Tark-E-Muhabaat Ummed Na Thi
Ashk-E-Nidamat Daagon Ki Bahaar Hui
Khayaal-E-Wehshat Se Mujeh Kya ‘Sheikh’
Dum Nikalta Hai Teri Agosh-E-Tanhai Ki Justju Mein..
-----------------------
Tere Rooth Jaane Se O Bewafa
Silsila Raha Naala-E-Shab-E-Taab Ka
Khai Chot Tere Ishq-E-Mohabbat Mein
Shiddat-E-Gham Mein Dil Muskuraane Lagaa…
--------------------------
Talu-E-Subah Shahadat H Raat Doob Gyi
Lahu Me Beyate Fasiq Ki Baat Doob Gyi
Idhar Hussain Ki Gardan Par Mus Hua Qanjar
Udhar Yazeed Ki Nabze Hayat Doob Gayi…
---------------------------
Uske Ishq-E-Mohabbat Mein Tamanna Khuvvar Hui
Muflis-E-Zindagi Mein Dil Ki Aakhri Dhadkan Tere Naam Hui
Mukaafaat-E-Amal Mein Gujaris Hai Meri
Kandha Nahi Mujhe ‘Sheikh’ Gusul-O-Kafan Maiyaat Mein Sahi…
---------------------------
Nikle Jo Aankho Se Ashq Tou Qutar-E-Shabnam Piiya
Dard-E-Pinhaan Mehsoos Hua Teri Tanhai Mein Shamil Hue
Na Koi Sila Na Fasanaha-E-Alam Na Ab Koi Muntazir Baki
Laut K Aaya Parvana Habiba Karde Fanaa Imandari Se Tujhme…
---------------------------
Tanhai Iss Tarah Barsi
Ke Gham-E-Ishq Mein Jam-E-Sharab Pee Gaya
Tere Intezar Mein Arsa-E-Hastee
Gard-E-Gham Taras Khaa Ke Pee Gayaa
Dil Kii Dharkan Mein Teri Yaadein Bikhar Gayee
Bujh Gai Roshni Meri Jab Terii Raan’aaii Chali Gayii
Dil Ki Bebsi Meri Koi Tawaazun Na Rahi
Bhool Gaya Sara Jamana ‘Sheikh’ Woh Mujko Chhod Gayii...
----------------------------
Kya Pata Tha Hayaat Meri Maikhane Se Gujregi Kabhi
Dard-E-Tanhai Mein Jam-E-Sharab Pyass Bujhati Rahi
Marhale Ishq-E-Muhobatt Ke Nashaakashii Mein Pi Gaye
Hai Chashm-E-Gunahagaar Dasht-E-Tanhai Manzil Meri Ganwati Rahi
Mili Tou Woh Aise Ke Ek Ajnabee Mehfil Se Uthi
Har Makaam Par Unki Nafrat Se Nigahe Humse Churati Rahi
Woh Kya Samjhee Barbad-E-Muhobatt Ki Dua Lagi Humei
Hum Woh Majnu Hai ‘Sheikh’ Pite Hai Tou Apne Saya Ko Bhi Pilate Rahe…
-----------------------------
Namaz Haq Hai Isko Kaza Na Kar
Baa Paband Ba Waqt Isko Aada Kar
Hasr Me Kabar Me Duniya Nahi Aane Wali
Duniya Ki Bebasi Me Deen Na Fana Kar…

No comments:
Post a Comment